![]() ![]() |
| getfree |
Aug 5 2006, 10:28 AM
Post
#1
|
![]() Moderator ![]() Group: Members Posts: 1,616 Points: 9,230 Joined: 18-September 04 From: MUMBAI Member No.: 9,750 Reputation: ( ) |
Afasana Banake Bhul Na Jana
afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana ishq mera ishq deewana ishq mera ishq deewana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana tanha na chhodna kasmein na todna tanha na chhodna kasmein na todna ishq mera ishq deewana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana yeh kya huaan hai kaisa nasha hai chhayi hai dil pe kyon bekhudi tumse hai kehna vaada hai lena dhoka na dena humko kabhi aawara har dhadkan hai bechain mera dil hai betaabi ka yah aalam samjhana mushkil hai yeh rishta jodna tanha na chhodna ishq mera ishq deewana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana zehar zehar hai kehar kehar hai teri chaahaton ka hai yeh asar kyon bheed mein bhi tanhaaiya hai bechainiya hai aye hamsafar madhoshi ke lamhe hai saanson mein toofan hai lutt jaane ka chahat mein ab mera armaan hai raahen na modna kasmein na todna ishq mera ishq deewana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana Chalo Dildaar Chalo - Dil Diya Hai dil ko chura le tu apana bana le tu apne khayalon mein mujhko basa le tu meri manzil tu tu tu tu dil ki baat jahaan dil se ho chalo dildaar chalo jahaan ishq chahat ho chalo dildaar chalo jo hai aaj kal na ho chalo dildaar chalo maine na socha tha maine na jaana tha aaisa bhi ek mod aayega teri mohabbat mein duniya bhula ke har waqt dil tujhko chahega teri hi panaahon mein hai mera jahaan teri aashiqui mein dube mera armaan sapnen saja le tu aashiq bana le tu apnen khayalon mein mujhko basa le tu meri manzil tu tu tu tu dil ki baat jahaan dil se ho chalo dildaar chalo jahaan ishq chahat ho chalo dildaar chalo jo hai aaj kal na ho chalo dildaar chalo tera tasavvur hai teri tamanna hai yeh dil tujhise lagana hai betaab rehke bhi har dard sehkar bhi teri mohabbat ko paana hai ehsaas jannat ka hai tere ishq mein nazaraana chahat ka hai tere ishq mein durri mita le tu vaada nibha le tu apne khayalon mein mujhko basa le tu meri manzil tu tu tu tu dil ki baat jahaan dil se ho chalo dildaar chalo jahaan ishq chahat ho chalo dildaar chalo jo hai aaj kal na ho chalo dildaar chalo... Diya Dil Dil Diya diya dil dil diya kya kiya kya kiya la la la la la la la la la la ho ho o la la la la la diya dil dil diya - 2 kya kiya ho kya kiya diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya dekha tujhe toh bepanaah ishq tujhse kar liya diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya dard maine kaisa le liya ho ho o dard maine kaisa le liya bas teri aarzoo bas teri pyaas hai yeh meri zindagi tera ehsaas hai har waqt mere khwaab mein tera tasavvur chhupa kambaqt tere pyar ka chhaya hai aaisa nasha paagal banaya tune mujhe deewane saathiya diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya dard maine kaisa le liya ho ho o dard maine kaisa le liya jaan ke dil yahaan koi deta nahi bewajah ishq ka dard leta hai kaise kahu main kis kadar tune hai bebas kiya betaab karke mujhko chain mera le liya lagta nahi hai ab toh kahi tumhare bin jiya diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya dard maine kaisa le liya ho ho o dard maine kaisa le liya la la la la la la la la ho ho ho la la la la la la la la Jabse Aankh Ladi Tere Naal jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale betaabiyan kehne lagi mera sukoon tera pyar hai meri wafa meri nasha mera junoon tuhi yaar hai jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale berang thi saansen meri khushboo teri mehkaa gayi teri jawaan hai aarzoo tanhaai behka ke gayi jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale Mile Ho Tum Toh Humsafar mile ho tum toh humsafar bichhad ke udaas se mat karna mile ho tum toh humsafar bichhad ke udaas se mat karna dil diya hai tumhen - 2 durr iss dil se naa rehna (na na na nana - 3 na re) - 2 mile ho tum toh humsafar bichhad ke udaas se mat karna dil diya hai tumhen - 2 durr iss dil se naa rehna (na na na nana - 3 na re) - 2 mile ho tum toh humsafar maine kaha socha tha dil yeh machal jaayega teri adaa ka jaadu mujhpe yun chal jaayega lamha badal jaayega tujhmein yun dhal jaayega dil diya hai tumhen - 2 durr iss dil se naa rehna (na na na nana - 3 na re) - 2 mile ho tum toh humsafar mere haseen khwaabon ki manzil teri raahon mein mujhko toh ab rehna hai bas teri nigaahon mein tera hi tasabbur hai meri inn duaaon mein dil diya hai tumhen - 2 durr iss dil se naa rehna (na na na nana - 3 na re) - 2 mile ho tum toh humsafar bichhad ke udaas se mat karna Yaadan Teriya mera jahaan dard ka sailaab tere bina nahi laage laage laage laage tere bin jiya - 2 mera dil meri jaan armaan tadap jaaye jab aaye aaye aaye aaye - 3 yaadan teriya jab aaye aaye aaye aaye yaadan teriya mera dil meri jaan armaan tadap jaaye jab aaye aaye aaye aaye yaadan teriya - 2 dil ki gehraaiyon ne tera hi chehra dikhaaya apani tanhaaiyo mein sirf tujhko hi paaya rehguzar dilnashi sanam tune yeh kya kar diya hai mere jism dil deemag par kaisa nishaan yeh diya hai yaada teriya jab aaye aaye aaye aaye yaadan teriya - 2 raat din jaane jana maange tujhe meri aahen har jagah ab toh har pal dekhe tujhe hi nigaahen seene mein hai dhadkanen teri jaan mein tu hi basi hai tere liye aarzuen meri tere liye zindagi hai yaada teriya jab aaye aaye aaye aaye yaadan teriya - 2 mera dil meri jaan armaan tadap jaaye jab aaye aaye aaye aaye yaadan teriya - 2 yaadan teriya - 5 jab aaye aaye aaye aaye yaadan teriya - 2 |
| Aishwarya |
Aug 5 2006, 10:28 AM
Post
#
|
|
System Agent! Group:Advisor Joined: Today, 06:59 AM |
|
Similar Topics
| Topic Title | Replies | Topic Starter | Views | Last Action |
|---|---|---|---|---|
| diya mirza | 0 | krishnasty | 360 | Aug 29 2008, 12:37 AM Last post by: krishnasty |
| Diya and Rani Showing Cleavages | 0 | rocky987 | 1,642 | Mar 10 2008, 12:20 AM Last post by: rocky987 |
| Diya Mirza Wet Washing Car | 0 | LoGiCaL | 517 | Feb 3 2008, 12:44 PM Last post by: LoGiCaL |
| Diya Mirza in Punjabi suit Pics | 0 | Real PlayBoy | 1,126 | Jan 29 2008, 09:59 PM Last post by: Real PlayBoy |
| Diya Mirza Photo | 0 | sweet gal | 115 | Jan 16 2008, 10:43 AM Last post by: sweet gal |
![]() ![]() |
|
Lo-Fi Version | Time is now: 24th May 2013 - 06:59 AM |
© 2006 all rights reserved